Masarif E Zakat Ayat In Quran. Zakat Ki Fazeelat Aur Ahmiyat hum pichhle article me jaan chuke hain, aur yah bhi jaan chuke hain ki Zakat Kis Par Wajib Hai? ab agar kisi aadmi par zakat farz ho gayi ho to uske mind me yah sawal paida hoga ki mai zakat kis ko dun? to aayen sab se pahle hum masarif e zakat ki meaning maloom karen:.

(1) Fuqara: yani aam gareeb log jin ke paas itna maal o daulat nahi jis par zakat wajib hoti hai. (2) Masakeen: Wah gareeb log jin ke paas apni zarurat puri karne ke liye kuchh na ho, wah bechare bilkul khali hath hon. (3) Aamileen: Yani islami hukumat ke aise karinde ya kam karne wale jin ko Sadqa, Zakat ki wasooli ke liye bheja jata hai, aise log agarche maaldar hon lekin un ki mehnat aur apna qimti waqt lagane ka muaauza zakat ke paise se dia ja sakta hai, Rusulullah (S A W) ke zamane me yahi dastoor tha.

(6) Fi Sabilillah: yani allah ke raaste me, zada tar ulma yah kahte hain ki: is se murad din ki madad, aur us ki hifazat, aur allah ke kalime ko buland karne wali zaruruyaat hain, jo log is mission me lage huye hain unko bhi zakat di ja sakti hai. (7) Ibnus Sabeel: Is se murad wah musafir hai jis ko safar ki wajah se madad ki zaurat ho, agarche apne watan me us ke paas maal o daulat ho, aur ghar se Immediately paisa mangana mushkil ho. (8) Muallafatul Quloob: Yani aise log jin ko Huzoor (S A W) ke zamane me islam ki taraf maayel karne , ya New Muslims ko islam par jamane ke liye unki dil joyi ke liye zakat di jati thi, lekin baad me yah hukm khatm ho chuka hai, sirf new muslim hone hone ki wajah se unko zakat nahi ji jaye di, yan agar yah log faqueer ya miskeen hon to unko zakat di jaye gi.

ZAKAAT KI AHMIYAT AUR MASAIL (FULL)

Masarif E Zakat Ayat In Quran. ZAKAAT KI AHMIYAT AUR MASAIL (FULL)

aur agar ye donon apne muqarrar wazan(weight) ke baraabar ya usse zyadah to hon lekin un par saal na guzra ho toh bhi zakaat farz nahi hogi,. ek toh yah ke maqrooz qarzedaar hain aur use jald ya bareed waapas karne ki taaqat bhi rakhta hai,.

kyonki aisi tamaam cheezen ek jagah par baqaraar rahti hain aur unhe bech kar tijarat karna maqsood nahi hota…. Ba’sharte ke ye nisaab ko pahunch jaaye aur us par saal bhar guzar jaaye to uska 2.5% ada karna hoga, albatta in ashyaar par ada kiya kiye jaane waala TAX aur unki dekh bhaal par aane waale deegar akhraajaat in cheezon ki aamdani se nikaal liye jaayen, aur is tarah agar malik ka ko zariya ma’aash nahi toh wah apne biwi ,bacchon ke jaayez akhraajaat bhi aamdani se nikaal le, phir jo raqam baaqi ho usse zakaat ada kare…. Apni pakeezah kamaayi mese, aur ham ne tumhare liye zameen se jin cheezon ko nikaala hai, unme kharch karo”.

tijaarat ki soorat me unki qeemat agar nisaab e zakaat pahunch jaaye aur wah saal bhar uske paas rahe to uska 2.5% ada karna hoga….

Step 2 – Arkan e Islam (Day 21) – MuhammadiHussaini

Miskeen ke jama masakeen hy, yani wo shakhs jis k pass khany k leay ghala ya pehnan’ny k kapry na hon. Wo shakhs jisy islami riyasat ki taraf sy zakat aor ushar wasool krny k leay muqarar keya ho.

Yanibjin k dilon ko islam ke taraf maail krna ho jo nay nay musalman hon or maali toar par kamzor hon ya jin ke muhalifat ka zoor maali madad sy tora ja sakta ho. * Apny asal yani maan baap, behn bhai, dada dadi, nana nani, nwasa nwasi, pouta pouti, baita beiti ko zakat daina jaaiz nai. Quran e Paak ke kis surat mae Zakaat ky musarif beyaan kiye gae hain? Zakaat aur _____ mae afzal hy keh pehlae apnae waldaein ky khooni rishton ko de jae. Ap S.A.WW ny Apne zaat aur Apnae khandaan par zakat ka maal _____ karar diya. Zakaat ky 8 musarif ka zikar Surah Touba ke ayat number 70 mae hua hy.

Yeh har aik ka apna jawab ho ga laikan upar diye gae msgs mae bhi Hadees e Mubarika moujood hy. Is sy murad woh log hain jinky dilon ko islaam ke taraf mail karna ho jo nay nay musalmaan hon aur mali toar par kamzoor hon ya jin ke mukhakifat ka zoor mali madad sy tora ja sakta ho.

Dasar Kewajiban Zakat dalam Islam

Telah dimaklumi bersama bahwa zakat merupakan salah satu dari rukun Islam sebagaimana yang ditegaskan oleh baginda Nabi Muhammad shallallahu ‘alaihi wasallam dalam sebuah hadits:. Perlu diketahui bahwa sesungguhnya kewajiban zakat ditetapkan oleh beberapa ayat al-Qur’an, di antaranya adalah firman Allah:.

(Ibrahim al-Bajuri, Hasyiyah al-Bajuri ‘ala Syarh Ibnu Qasim al-‘Ubadi , Beirut, Dar al-Fikr, cetakan kedua, 2002, jilid II, halaman: 270 - 271). Dari tinjauan inilah ( ta’abbudi ) zakat menjadi salah satu rukun islam yang sejajar dengan shalat, puasa, dan haji. Sebagaimana yang disampaikan oleh Abu Hamid al-Ghazali (lihat Ihya’ Ulumiddin , Indonesia, Dar al-Kutub al-‘Arabiyah, cetakan kedua, 2005, jilid I, halaman: 213).

MasaiL-e-aayaT-e-SajDah

Masarif E Zakat Ayat In Quran. MasaiL-e-aayaT-e-SajDah

1 shakhs ne record ki huwi sajde wali ayat suni to iske sunne se . Is masle mein ulama ka ikhtilaf hai aksar mufti hazrat no  yani wajib na hone ko kehte hen. Agar susti kahili ki wajah se let kiya to ye makruhe tanzeehi (bura) hai.

Aur agar bhool gaya ya koi majburi pad gayi to jaiz hai. Agar koi ruku aur sajde mein tasbeeh ki jagah ya tasha hud mein attahiyyat ki jagah sjde wali ayat padhle to uspar tilawat ka sajda wajib nai hoga.

Kisi ne namaz mein sajde wali ayat padhi aur jan bujhkar sajda e tilawat nai kiya to. Agar kisi ne sajde wali ayat ka tarjama padha ya suna to. Ghar mein na balig (samajhdar) bachche ne quran ki tilawat karte huwe ayate sajda padhi to .

Albatta jo balig ayat sunen ge sirf unpar sajda wajib hoga.. Bhool se usi muqtadi ne sajde wali ayat padhli imam k peeche hi to.

Related Posts

Leave a reply